Islamic & Golden Words

Ek Sacha Chahnay Wala Aap  Say Har Tarha Ki Baat Karay GaHar Mozu Pay Baat Karey Ga
Jabkey Dhoka Dene Wala Sirf Payar Ki Baat Kary Ga

                                                                       (حضرت علی( ر. ا  

Dulat Mati Ki Tarha Hay Aur Mati Paun K Nichay Rehni Chahiay
Agar Sar Per Charhao Gay To Kabar Ban Jay Gi
Aur Qabristan Zinda Ensanu K Ley Nahi Hoty

Logun K Dilun Mein Apna Maqaam Is Tarha Banalo K
 Mar Jao To Tumhary Ley Dua Karin aur
 Zinda Raho To Tum Say Milne Ki Justaju Karin


EHMIAT

Logun Ko Etni Ehmiat Do Jitni Ehmiat Tumhein Dete Hein
Kam Dogy To Maghroor Kehlao Gay
Ziada Do Gay To Gir Jao Gy


TUM KISI PER ETBAR KARO YA NA KARO
 LEKIN ETNA YAAD RAKHNA  K AGAR
KOI TUM PER ETBAAR KARY TO WO NA TUTAY








Hazrat Mohammad (S.A.W)

Ghar Tashrif Laye To Roti Ka Tukra Gira Hua Dekha

Aap (S.A.W) Ne Usay Utha K Saaf Kiya,

Khud Khaya Or Fermaya:

Aey Ayesha Ezat Dar Cheez Ki Ezzat Karo

Jab ALLAH Kisi Qoam Ka Rizzq Cheen Leta Hy

To Naslon Tak Wapas Nahi Kerta.

(IBN-MAJA)
Hadees-1142





Beeta hai jo mere upar
Apne pyare nabi ko sunaon ga
Darood partha hua jab mein madine jaoga
Rootay rootay apna haal sunaao ga
Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga
Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga
Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga
Ae kash mujhe mout a jaye
Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga
Apnay gunaho ko bakshavnay kay liye
apne dil ko azmnay kay liye dey ao ga
apni rooh ko sambhal jane kay liye
Apnay aqa kay mazaar par ja kar
Maafi mango ga apni har hatha par
Qali qameli wale ko batao ga apne khaalat
Kia kia beeti hain uski umaat kay
opaar unkay bichaar janay kay baad
Apni chahat ka izhaar karnay kay liye
Aaqa ka deedar karnay kay liye
So jaon ga unki chohkat par
Maafi ki talaab kay liye