Ghazal

Meri Aankhon Ko Sooojhta Hi Nahi
Ya Muqaddar Mein Rasta Hi Nahi
Wo Bharay Sheher Mein Kisi Sy Bhi
Mere Baaray Mein Poochta Hi Nahi
Phir Wohi Shaam Hai Wohi Ham Hain
Haan Magar Dil Mein Honsla Hi Nahi
Ham Chalay Os Ki Bazm Sy Uth Kar
Aur Wo Hy Ky Rokta Hi Nahi
Dil Jo Eik Dost Tha Magar Wo Bhi
Chup Ka Pathar Hai Bolta Hi Nahi
Mein Tou Os Ki Talaash Mein Gum Hun
Wo Kubhi Mujh Ko Dhoondta Hi Nahi



Mansub thy jo log meri zindagi ky saath,
aksar wohi mile hain badi berukhi ky saath,

Yun to main hans para hun tumhare liye magar,
kitne sitaare toot pare meri ik hansi ky saath,

Fursat mile to apna girebaan bhi dekh le,
aye dost yun na khail meri bebasi ky saath,

Majbooriyon ki baat chali hai to main kahan,
ham ne pia hy zehr bhi aksar khushi ky saath,

Mohsin karam bhi ho aur jis main khuloos bhi,
mujh ko gazab ka pyar hy os dushmani ky saath



Sath To Eik Pal Ka Tha Phr Q Mujhe Yaad Aaty Ho Tum

Aks ki Trha Mere Dil Pe Q Cha Jaty Ho Tum

Dilbar B Nhi Ho Mere Humdam Bhi Nhi

Ye Raste Dosti ky Muje Phr Q Dikha Jaty Ho Tum

Hm kbhi Mile Thy To Eik Ajnabi ki Trha

Meri Raaton ki Neend Phr Q Urra Jaty Ho Tum

Hawao Sy Hm Tmhara Pta Pochte Rahy

Kuch isi Trha Sy Apna Dewana Bana Jaty Ho Tum

Sath To Ek Pal Ka Tha Phr Q Mujhe Yad Aaty Ho Tum






Umar kat rehi hy judai k ghum mein
magar ankhon ko karta nahien num mein

na jane kab ashaar ki aamad ho jayy
sada jaib mein rakhta hun qalam mein

zindgi ki uljano mein ulajh ky raeh gaya
wagarna tum sy aa kar milta sanam mein

duniya mein char din ka mehman hun
tera peyar yaad rakhon ga hamdam mein

Asghr duniya sy guzar jay bhi to kya
kabi na bholon ga tere karam mein




Yaadai'n jaag jati hain
Barisho'n ky mausam main
Har ghari satati hain
Barisho'n ky mausam main
Shaambhi kisi suratChain se nahi kat'ti
Subhai'n bhi satati hain
Barisho'n ky mausam main
Zehen k jharokey main
Jab koi sada ubhrey
Aankhai'n bheeg jati hain
Baarisho'n ky mausam main





"Kahun Ky Kia Ho Tum....?"
Mere liye meri Duniya ho Tum,
Cho ky jo Guzre wo Hawa ho Tum,
Maine jo Mangi wo Dua ho Tum,
Kia maine Mehsos wo Ehsas ho Tum,
Meri Nazar ki Talash ho Tum,
Meri Zindagi ka Qarar ho Tum,
Maine jo Chaha wo Pyar ho Tum,
Mere Intizar ki Rahat ho Tum,
Mere Dil ki Chahat ho Tum,
Tum ho tu Duniya hai Meri,
Kaise Kahun k Sirf Pyar Nahin,
Meri JAAN ho Tum.



Wo raat Dard aur sitam ki raat hogi,

Jis raat ruksat un ki Baraat hogi.

Uth jatay hain ye soch kar neend se k,

Kisi ghair ki baahon me Meri jan hogi.

Hosh nahi tha mujhe Us ki shaadi ki raat.

Main ne kabhi ye na Socha tha k meri zindagi Nelaam hogi.

Meri jan ab zinda hon Teri khatir.

Kal shehar me tere kafan Me lipti meri lash hogi.

Tum dekh kar khoon k Ansoo ro gi.

Youn khoon se bhari Meri lash hogi.

Qayamat hi qayamt hogi Tere shehar me,


K har gali har ghar me Likhi meri dukh bhari Daastaan hogi



Zulf Raaton C Hai Rangat Hai Ujaalon Jesi,
Par Tabiyat Hai Wohi Bhoolney Walon Jesi..

Dhoondta Phirta Hun Yun Logo’n men Shabahat Uski,
K “WO” Khawabo’n men Bhi Lagti Hai Khyaalon Jesi..

Uski Baatein Bhi DiL’aawez Hen Surat Ki Tarha,
Meri Sochein Bhi Preshan Mere Balon Jesi..

Uski “AANKHON” Ko Kabhi GhOr Se Dekha Hai “FARAZ”

Soney Walon Ki Tarha Jagney Walon jesi..



Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila
Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila
Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat
Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila
Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor
Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga K Mila
Main Us Se Mangta Kia Khoon Baha Jawani Ka
K Wo Bhi Aaj Muje Apna Ghar Luta k mila
Main jisko Dhoond Raha Tha Nazar Ke Raste Main
Mujhe Mila Bhi Tou Zalim Nazar Jhuka K Mila
Main Zakham-e-Zakham Badan Le K Chal Dia

Wo Jab Bhi Apni qabar Per Kanwal Saja K mila




Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila
Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila
Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat
Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila
Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor
Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga K Mila
Main Us Se Mangta Kia Khoon Baha Jawani Ka
K Wo Bhi Aaj Muje Apna Ghar Luta k mila
Main jisko Dhoond Raha Tha Nazar Ke Raste Main
Mujhe Mila Bhi Tou Zalim Nazar Jhuka K Mila
Main Zakham-e-Zakham Badan Le K Chal Dia

Wo Jab Bhi Apni qabar Per Kanwal Saja K mila


Ye zindagi tere sath ho,

ye arzoo din raat ho,

mai tere sang sanf chalu,

tu har safar mai mere sath ho,

mai kanto par bhi chal padu,

tere pyar ke jab barsat ho,

kabi sham dhale jab hum mile,

na din dhale na raat ho,



ye zindagi bas tere sath ho.


Mohabat Main Musafat Ki Nazakat Maar Deti Hai
Yahan Par AiK Saat Ki Himaqat Maar Deti Hai

Ghalat Hy Ye Gumaan Tera Koi Tujh Par Fida Hoga
Kisi Par Kon Marta Hy Zarorat Maar Deti Hai

Main Haq Per Hon Magar Meri Gawahi Kon Deta Hai
K Dunia Ki Adalat Main Sadaqat Maar Deti Hai

Sar-e-Mehfil Jo Bolon To Zamany Ko Khatakta Hoon
Rahon Main Chup To Andar Ki Baghawat Maar Deti Hai

Kisi Ki Be Niyazi Par Zamana Jan Deta Hai
Kisi Ko Chahay Janay Ki Ye Hasrat Maar Deti Hai

Zmany Se Ulajhna B Nhi Acha Magar


Yahan Hadd Se Ziada B Sharafat Maar Deti Hai




Bichre hoe logon ki Sadayen maar deti hain

Kisi_ko Raas Aa jati hai Bd_dua Dosto

Aur kisi ko apnon ki Duayein maar deti hain

Wo Shajar se tote hue Bd_naseeb Pattay

Jine har mosam me Hawayein maar deti hain

Kisi ko Dosh na do Uski Bewafai ka Chahny walon ko apni

Khatayein maar deti hain Har ik Sitam Seh ker b

jo rehty hain Wafa par Qayim



Aise Wafa Shoor Logon ko Wafayein maar deti hain